Yeh Chand Sa Roshan Chehra Chords by Mohammed Rafi

[F]Ye chaand sa roshan [C]chehra, [F]Zulfon ka rang [C]sunahara
[F]Ye jheel si neeli [C]aankhein, [F]koi raaz hain inme [C]gahra
[F]Taareef karun kya [Bb]uski, jisne tumhe [C]banaaya [F]

[F]Ek cheez qayamat [Dm]bhi hai, [F]logon se suna karte [Bb]thein
[C]Tumhe dekh ke maine [F]maana, wo theek kaha karte [Bb]thein
[C]Wo theek kaha karte [F]thein!

[F]Haan chaal mein teri [Dm]zalim, kuch aisi bala ka [F]jadoo
Sau baar sambhala [Bb]dil ko, par hoke raha be[C]kaaboo
[C]Taareef karun kya [Bb]uski, jisne tumhe [C]banaaya [F]

[F]Ye chaand sa roshan [C]chehra, [F]Zulfon ka rang [C]sunahara
[F]Ye jheel si neeli [C]aankhein, [F]koi raaz hain inme [C]gahra
[F]Taareef karun kya [Bb]uski, jisne tumhe [C]banaaya [F]

[F]Har subah kiran ki [Dm]laali, hain rang tere [F]gaalon ka
Har shaam ki chadar [Bb]kaali, saaya hai tere [C]baalon ka
[C]Saaya hai tere [Bb]baalon ka!

[F]Tu balkhati ek [Dm]nadiya, har mauj teri [F]angdaai
Jo in maujon mein [Bb]duba, usne hi duniya [C]paai