[F]Yeh chaand saa roshan chehra,
[C] Zulfon kaa rang sunahara,
[F] Yeh jheel si nelee aankhein,
[C] Koi raaz hain in mein gahara,
[F] [Bb] [C] [F]
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya
[F] Yeh chaand saa roshan chehra,
[C] Zulfon kaa rang sunahara,
[F] Yeh jheel si nelee aankhein,
[C] Koi raaz hain in mein gahara,
[F] [Bb] [C] [F]
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya
[Verse 1]
[F] [Dm] [F]
Ek cheez kayaamat bhi hai,
[Bb] [C]
Logon se suna karate thein,
[F] [Dm] [F]
Tumhe dekh ke maine mana,
[Bb] [C]
Wo thik kaha karate thein,
[Bb] [F]
Wo thik kaha karate thein!
[F] [C]
Hain chaal mein teri zaalim,
[F]
Kuch aisi balaa ka jaadu,
[C]
Sau baar sambhaala dil ko,
[F]
Par hoke raha bekaabu,
[Bb] [C]
Hoke raha bekaabu!
[F] Yeh chaand saa roshan chehra,
[C] Zulfon kaa rang sunahara,
[F] Yeh jheel si nelee aankhein,
[C] Koi raaz hain in mein gahara,
[F] [Bb] [C] [F]
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya
[Verse 2]
[F] [Dm] [F]
Har subah kiran ki laali,
[Bb] [C]
Hain rang tere gaalon ka,
[F] [Dm] [F]
Har shaam ki chadar kaali,
[Bb] [C]
Saaya hain tere baalon ka,
[Bb] [F]
Saaya hain tere baalon ka!
[F] [C]
Tu balkhati ek nadiya,
[F]
Har mauj teri angdaai,
[C]
Jo in maujon mein dooba,
[F]
Usne hi duniya paayi,
[Bb] [C]
Usne hi duniya paayi!
[F] Yeh chaand saa roshan chehra,
[C] Zulfon kaa rang sunahara,
[F] Yeh jheel si nelee aankhein,
[C] Koi raaz hain in mein gahara,
[F] [Bb] [C] [F]
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya