Taare Chords by Farak

[Verse 1]
[D]Humara thokaron se kuch purana khaas naata hai
[G]Hai jisne ishq hi dekha na vo rab ka dulara hai
[Bm]Humara thokaron se kuch purana khaas naata hai
[A]Hai jisne ishq hi dekha na vo rab ka dulara hai

[Verse 2]
[D]Ab Haal-e-dil to na poocho batate dar sa lagta hai
[G]Is khaali ghar ko na looto ye buzdil sar patakta hai
[Bm]Vo ghar chhoota hai jab se
[A]Kambhakhat koi aasra na hai

[Chorus]
[D]Ye kaagaz kaanpta jab hote dil ke ghaav taaza hain
[G]Ke lafz kuch aise hain
[Bm]Gawaya is qadar ke
[A]Gaur farmaiyega

[Verse 3]
[D]Gawaya is qadar ke paane ko ab kuch bacha na hai
[G]Parinda kaid pinjre mein
[Bm]Parinda kaid pinjre mein
[A]Use dar aasmaan ka hai

[Chorus]
[D]Gawaya is qadar ke paane ko ab kuch bacha na hai
[G]Parinda kaid pinjre mein
[Bm]Use dar aasmaan ka hai
[A]Gawaya is qadar ke paane ko ab kuch bacha na hai

[Bridge]
[D]Parinda kaid pinjre mein use dar aasmaan ka hai
[G]Jo bikhra toot ke fir vo
[Bm]Samete na simat ta hai
[A]Hain partein is qadar dil pe

[Verse 4]
[D]Taraashe na nikharta hai
[G]Halaaton se liya jab bair to
[Bm]Har, daav haara main
[A]Ye kandhe jhuk rahe hai
[D]Ummeedon ka bhaar zyaada hai