[Verse 1]
[Am]Khush fehmiyan hain
[G]Khudsay bani hein
[C] Kuch kami hai, toh ([Am]Kuch kami hai toh)
[G] Mein bhi yahan hun
[C] Voh bhi yahin hai
[Am] Kya voh nahi hai jo? ([G]Voh nahi hai jo)
[C] Kya voh teri meri be-takallufi?
[G] Ya voh duniya mein sabsay sar-kashi
[Am] Tu pariyon si kaisi naazneen
[G] Ki dil ne zehen ki na suni
[C] Khuda ne ye hawayein tere sang kardīn
[G] Tu voh jo be-rang ko bhi rang karti
[Am] Tu voh jo mujhay haasil hi nahi
[G] Main karun tujhay kaisay ye bayaan?
[Chorus]
[C] Meri jaan, meri jaan, tu naa ja
[G] Abhi qarz hai tujh pe voh waada
[Am] Meri jaan mujhay kya hi pata tha
[G] Rang badlay ye kaisay aasmaan
[C] Meri jaan, meri jaan, yun naa ja
[G] Badlo na tum apna irada
[Am] Meri jaan mujhay kya hi pata tha
[G] Rang badle ye kaisay aasmaan
[Verse 2]
[C] Meri saari umar mein tu hi hai kami
[G] Baaki sab hai mayassar
[Am] Tera na aana mujhay maardega
[G] Tanhaiyon mein dil mera rukta hai aksar
[C] Bikhra hai dil ka ye daftar
[G] Koi nahi ghar par
[Am] Jaunga kidhar tak?
[G] Aadatein nhi chhoot’tin
[C] Roz wahin jahan se shuru kiya, sifar se sifar tak
[G] Duniya mile kaam se bas
[Am] Duniya mere kaam ki nahi
[G] Mein suraj se mukhatib hoke shaam se baitha hun
[C] Ye humara pehla jaam to nahi ([G]Jaam to nahi)
[Am] Sabar ka imtehaan naa le
[G] Tu mere sabar ka inaam to nahi
[C] Tu mujhsay kuch chhupa bhi le
[G] Tu mujhay kuch bata hi nahi
[Am] Ab teri marzi, mujhpay kuch tu kar ayaan hi nahi
[Chorus]
[C] Meri jaan, meri jaan, yun na ja
[G] Abhi qarz hai tujh pay voh waada
[Am] Meri jaan mujhay kya hi pata tha
[G] Rang badlay ye kaisay aasmaan
[C] Meri jaan, meri jaan, yun naa ja
[G] Badlo na tum apna irada
[Am] Meri jaan mujhay kya hi pata tha
[G] Rang badle ye kaisay aasmaan