Andaz-e-Karam Chords by Rizwan & Muazzam Ali Khan

Written by

in

[Am]Na suna usne tawajjo se [E7]fasaana dil ka
Na suna usne tawajjo se [Am]fasaana dil ka
[Am]Umra guzri hai magar [G]dard na jaana dil ka
Umra guzri hai magar [C]dard na [E7]jaana dil [Am]ka

[Am]Unke andaaz-e-karam [G]unpe woh aana dil ka
Unke andaaz-e-karam [C]unpe woh aana [E7]dil ka [Am]

[Am]Dil ke tukde jo kiye the na [E7]manzar poochho
Dil ke tukde jo kiye the na [Am]manzar poochho
[Am]Tod ke dil ko mere [G]kiya bahaana dil ka
Tod ke dil ko mere [C]kiya [E7]bahaana [Am]dil ka

[Am]Unke andaaz-e-karam [G]unpe woh aana dil ka
Unke andaaz-e-karam [C]unpe woh aana [E7]dil ka [Am]

[Am]Karke mayoos mere [E7]dil ko mila kya unko
Karke mayoos mere [Am]dil ko mila kya unko
[Am]Bhool na paaye kabhi [G]toot woh jaana dil ka
Bhool na paaye kabhi [C]toot woh [E7]jaana [Am]dil ka

[Am]Unke andaaz-e-karam [G]unpe woh aana dil ka
Unke andaaz-e-karam [C]unpe woh aana [E7]dil ka [Am]

[Am]Woh bhi apne na hue [G]dil bhi gaya hathon se
Woh bhi apne na hue [C]dil bhi gaya [E7]hathon [Am]se
[Am]Aise aane se to behtar tha na [G]aana dil ka
Aise aane se to behtar tha na [C]aana [E7]dil [Am]ka

[Am]Unke andaaz-e-karam [G]unpe woh aana dil ka
Unke andaaz-e-karam [C]unpe woh aana [E7]dil ka [Am]

Comments

Leave a Reply

Download Android App

X