Andaaz-e-Karam Chords by Rizwan & Muazzam Ali Khan

[Am]Na suna usne, [E7]tawajjo se fasana dil ka
[Am]Na suna usne, [E7]tawajjo se fasana dil ka
[Am]Umar guzri hai magar [G]dard na jaana dil ka
[C]Umar guzri hai magar [F]dard na jaana dil ka

[Am]Unke andaaz-e-karam [E7]unpe woh aana dil ka
[Am]Unke andaaz-e-karam [E7]unpe woh aana dil ka

[Am]Dil ke tukde jo kiye [E7]the na manzar puchho
[Am]Tod ke dil ko mere [E7]kiya bahana dil ka
[Am]Tod ke dil ko mere [G]kiya bahana dil ka
[C]Unke andaaz-e-karam [F]unpe woh aana dil ka

[Am]Karke mayoos mere [E7]dil ko mila kya unko
[Am]Bhool na paaye kabhi [E7]toot woh jaana dil ka
[Am]Bhool na paaye kabhi [G]toot woh jaana dil ka
[C]Unke andaaz-e-karam [F]unpe woh aana dil ka

[Am]Wo bhi apne na huye [E7]dil bhi gaya hathon se
[Am]Wo bhi apne na huye [E7]dil bhi gaya hathon se
[Am]Aise aane se toh behtar [G]tha
[C]Na aana dil ka [F]aana dil ka

[Am]Unke andaaz-e-karam [E7]unpe woh aana dil ka
[Am]Unke andaaz-e-karam [E7]unpe woh aana dil ka