[Verse] (G#m) Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge (E) Tune jab aakhiri khat, mera jalaya hoga (G#m) (C#m) (E) Tune jab phool, kitabon se nikaale honge (E) (G#m) Dene wala bhi tujhe yaad toh aaya hoga (G#m) (E) (G#m) (E) Aaaa… Aaaaa… (G#m) (F#) (E) (G#m) Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha (F#) (E) (G#m) Mohabbat bhi zaroori thi Bichadna bhi zaroori tha (G#m) (C#m) Zaroori tha ki (F#) (E) (G#m) Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte (G#m) (G#) (F#) (E) Magar phir aarzu’on ka (G#m) bikharna bhi zaroori tha (F#) (E) (G#m) Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha [Instrumental] (G#m) (F#) (D#m) (F#) (G#m) (F#) (G#m) [Verse 2] (G#m) (C#m) (G#m) Batao yaad hai tumko Wo jab dil ko churaya tha (F#) (C#m) (G#m) Churaai cheez ko tumne Khuda ka ghar banaya tha (E) (G#m) Wo jab kehte thhe (F#) (E) (G#m) Mera naam tum tasbih mein padhte ho (E) (G#m) (F) Mohabbat ki Namaazo ko (E) (G#m) qara karne se darte ho (F#) Magar ab yaad aata hai (B) (G#m) Wo baatein thi mahaz baatein (F#) (E) Kahin baaton hi baaton mein (G#m) Mukarna bhi zaroori tha (F#) (E) Teri aankhon ke dariya ka (G#m) Utarna bhi zaroori tha Aaaa… Aaaa… [Verse 2] (G#m) (C#m) (G#m) Wahi hai suratein apni Wahi main hoon, wahi tum ho (C#m) (G#m) Magar khoya hua hoon main Magar tum bhi kahin ghum ho (F#) (E) (G#m) Mohabbat mein dagha ki thi So kaafir thhe so kaafir hain (E) (G#m) (F#) Mili hain manzilein phir bhi (E) (C#m) Musafir thhe, musafir hain (F) Tere dil ke nikaale hum (B) (G#m) Kahan bhatke, kahan pahunche (F#) (E) Magar bhatke toh yaad aaya (G#m) Bhatakna bhi zaroori tha (F#) (E) Mohabbat bhi zaroori thi (G#m) Bichhadna bhi zaroori tha (C#m) Zaroori tha ki (F#) (E) Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte (G#m) (G#) (F#) (E) Magar phir aarzu’on ka (G#m) Bikharna bhi zaroori tha (F#) (E) Teri aankhon ke dariya ka (G#m) Utarna bhi zaroori tha