Transpose to -4 and put capo on 4th fret [Pre-Chorus] (B) Chaahe kuch na kehna Bhale chup tu rehna (F#) (B) Mujhe hai pata, tere pyar ka (B) Khamosh chehra, ankhon pe pehra (B) (F#) Khud hai gawaah, tere pyar ka [Chorus] (B) (G#m) Teri jhuki nazar, teri har ada (D#m) (F#) Mujhe keh rahi hai ye dastaan (B) (G#m) Koi shaqs hai jo ki in dinon (D#m) (F#) Tere zehan-o-dil pe hai chha gaya (B) (G#m) Teri jhuki nazar, teri har ada (D#m) (F#) Mujhe keh rahi hai ye dastaan [Verse 1] (B) (E) (B) Teri zulf jab bhi bikhar jaati hai (D#m) (C#m) (F#) Aye haseen tu haseen aur ho jaati hai (B) (E) (B) Jo kitaabo me padhte rahe aaj tak (D#m) (C#m) (F#) Woh pari humko tujh mein nazar aati hai [Verse 2] (B) (G#m) Teri hi baahon mein, panaahon mein (D#m) (F#) Rehna mujhe hardum sada (B) (G#m) Teri hi yaadon mein, nigaahon mein (D#m) (F#) Rehna mujhe har dum sada (B) (G#m) Teri hi baahon me, panaahon me (D#m) (F#) Rehna mujhe hardum sada (F#) Hardum sada [Pre-Chorus] (B) Chaahe kuch na kehna Bhale chup tu rehna (F#) (B) Mujhe hai pata, tere pyar ka (B) Khamosh chehra, ankhon pe pehra (B) (F#) Khud hai gawaah, tere pyar ka [Chorus] (B) (G#m) Teri jhuki nazar, teri har ada (D#m) (F#) Mujhe keh rahi hai ye dastaan (B) (G#m) Koi shaqs hai jo ki in dinon (D#m) (F#) Tere zehan-o-dil pe hai chha gaya (B) (G#m) Teri jhuki nazar, teri har ada (D#m) (F#) Mujhe keh rahi hai ye dastaan