Nile Nile Ambar Par Guitar Chords
By The Train
•
Verified Chords
Chords in this song:
C
Dm
Bb
A
Singer(s) : Mohammad rafi
C Nile nile ambar par
Dm Chaand jab aaye
C Pyaar barsaaye
Dm Humko tarsaaye
Dm Aisa koi saathi ho
C Aisa koi premi ho
Bb Pyaas dil ki
A Bujha jaaye
Dm Ho oonche oonche parvat
C Jab choomte hain ambar ko
Bb Pyaasa pyaasa ambar jab
A Choomta hai sagar ko
C Pyaar se kasne ko
Dm Bahon mein basne ko
Dm Dil mera lalchaaye
C Koi to aa jaaye
Dm Aisa koi saathi ho
C Aisa koi premi ho
Bb Pyaas dil ki
A Bujha jaaye
Dm ho thande thande jhonke
C jab balon ko sahlayen
Bb tapti tapti kirnen
A jab galon ko chu jaayen
C sason ki garmi ko
Dm hathon ki narmi ko
Dm mera man tarsaaye
C koi to choo jaaye
Dm Aisa koi saathi ho
C Aisa koi premi ho
Bb Pyaas dil ki
A Bujha jaaye
Dm hmm cham cham karta sawan
C boondon ke baan chalaye
Bb satrangi barsaton mein
A jab tan man bheega jaaye
C pyaar mein nahane ko
Dm doob hi jaane ko
Dm dil mera tadpaaye
C khwaab jaga jaaye
Dm Aisa koi saathi ho
C Aisa koi premi ho
Bb Pyaas dil ki
A Bujha jaaye