Batao yaad hai tumko Woh jab dil ko churaya tha Churayi cheez ko tumne Khuda ka ghar banaya tha Woh jab kehtee the mera naam Tum tasbeeh mein padhte ho Mohobbat ki namazoo ko Qazaa karne se darte ho
Magar ab yaad aata hai woh Baatein thi mehez baatein Kahin baaton hi baaton mein Mukarna bhi zaroori tha Muhabbat bhi zaroori thi Bichaarna bhi zaroori tha