Intro - (B),(A),(G6)...(G6),(A),(B) (B) (A) Kyun aaj kal, nind kam khwab jyada ha (G6) (A) Lagta khuda ka, koi nek irada hai (B) (A) Kal tha faqir aaj dil shehzada hai (G6) (A) Lagta khuda ka koi nek irada hai (B) (A) Kya mujhe pyar hai ... (G6) Kaisa khumar hai ... (B) (A) Kya mujhe pyar hai ... (G6) Kaisa khumar hai ... Oo o oo.. oo o oo.. Paththar ke in raston pe Phoolon ki ek chadar hai Jabse mile ho humko Badla har ek manzar hai Dekho jahan main nile nile aasmaan tale Rang naye naye hain jaise ghulte hue Soye se khaab mere, jaage tere waste Tere khayalon se hain, bheege mere raaste Kya mujhe pyar hai ... Kaisa khumar hai ... Kya mujhe pyar hai ... Kaisa khumar hai ... Oo o oo.. oo o oo.. Tum kyun chale aate ho Har roj in khwabon main Chupke se aa bhi jao main Ek din meri baahon main Tere hi sapne andheron main ujalo main Koi nasha hai, teri aankhon ke pyalon main Tu mere khwabon main jawaabon main saawalon main Har din chura tumhe main lata hoon khyalon main