INDIAN GUITARISTS PRO ⚡ AMP FAST

Kuch Hua Ukulele Chords

By Sonu Nigam • Verified Chords
★ 5.0 (58 reviews)
Difficulty: Intermediate
Capo: No Capo
Tuning: Standard E A D G B e
Strumming: D - D U - U D - D U
Chords in this song:
Gm C D Bb F Am
Intro : (Gm) (Gm) (Gm) (C) (Gm) (C) repeatedly Verse (Gm) (D) (Gm) (C) Kuch hua aur kuch hua bhi nahin (Gm) (D) (Gm) (C) Kuch hua aur kuch hua bhi nahin (Gm) (Bb) Bekhudi ban ke dil pe chaayi hai (Gm) (Bb) Meri nas nas mein woh samaayi hai (C) (Bb) (Gm) Maine usko kabhi chuaa bhi nahin (Gm) (D) (Gm) (C) Kuch hua aur kuch hua bhi nahin (Gm) (D) (Gm) (C) Kuch hua aur kuch hua bhi nahin Bekhudi ban ke dil pe chaayi hai Meri nas nas mein who samaayi hai Maine usko kabhi chuaa bhi nahin Kuch hua aur kuch hua bhi nahin Kuch hua aur kuch hua bhi nahin Then (Gm) (Gm) (C) (Bb) x 2 (Gm) Stanza 1 (Gm) (C) (F) (Gm) Tujhe saamne bithaake dekha karoon (Gm) (C) (F) (Gm) Yehi baat raat din mein socha karoon (Gm) (C) (F) (Gm) Bahut chahta hoon tujhko aey (Gm) (C) (F) (Gm) Ki tu ban gayi hai meri deewaangi (C) (Bb) (Am) (Gm) Tu hai meri,bas meri,yeh mujhko hai yakeen Verse again Then (Gm) (C) (Gm) (C) (Bb) (Bb) (Gm) (Gm) (Gm) (C) (Gm) (C) (Bb) (Gm) Stanza 2 (same chords as stanza 1) Tere bin toh ek pal bhi jiya jaaye na Ke ab intezar mujhse kiya jaaye na Tamaashe ajab ajab se karta hai dil Yeh such hai sanam ki tujhpe marta hai dil Nahi jeena,ab tujh bin,hai meri hum nashi Verse repeat VERSE TILL THE END
Want Full Chord Fingering Diagrams?

Switch to the interactive web player for clickable chord fingering boxes and song tools.

Open Interactive Web View →
Indian Guitarist App Tuner, Strumming & Offline Chords
Get App