INDIAN GUITARISTS PRO ⚡ AMP FAST

Koi Fariyaad Tere Dil Mein Chords by Jagjit Singh @Tum Bin

By Tum Bin • Verified Chords
★ 4.9 (32 reviews)
Difficulty: Intermediate
Capo: No Capo
Tuning: Standard E A D G B e
Strumming: D - D U - U D - D U
Chords in this song:
Am F Dm E G Em C
Am F Dm E Am Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise Am F Dm E Am Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise Am G Em F Am Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise Am F Dm E Am Jaagte Jaagte Ek Umar Kati Ho Jaise Am F Dm E Am Jaagte Jaagte Ek Umar Kati Ho Jaise Am G Em F Am Jaan Baaki Hai Magar Saans Ruki Ho Jaise Am C F E Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai Am C F Am Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai G Em F Am Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise Am F Dm E Am Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise Am G Em F Am Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise Am C F E Raah Chalte Huye Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai Am C F Am Raah Chalte Huye Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai G Em F Am Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise F Dm E Am Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise Am F Dm E Am Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise Am G Em F Am Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise Am C F E Ek Lamhein Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar Am C F Am Ek Lamhein Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar G Em F Am Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise F Dm E Am Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise Am F Dm E Am Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise Am G Em F Am Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise Am C F E Iss Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main Am C F Am Iss Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main G Em F Am Meri Har Saans Tere Naam Likhi Ho Jaise F Dm E Am Meri Har Saans Tere Naam Likhi Ho Jaise Am F Dm E Am Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise G Em F Am Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise F Dm E Am Jaagte Jaagte Ek Umar Kati Ho Jaise G Em F Am Jaan Baaki Hai Magar Saans Ruki Ho Jaise
Want Full Chord Fingering Diagrams?

Switch to the interactive web player for clickable chord fingering boxes and song tools.

Open Interactive Web View →
Indian Guitarist App Tuner, Strumming & Offline Chords
Get App