Title : Jeena Isika Naam Hai
Song : Jeena Isika Naam Hai Chords
Chorus 1: {repeat 1+1} (E) (C#m) Kisi ki muskurahathon pe ho nisaar; (B) Kisi ka dard mil saake to le udhaar; (A) Kisi ke waaste ho tere dil mein pyaar - (E) Jeena isi ka naam hai! Interlude: E------------------------------------------- A------------------------------------------- D------------------------------------------- G-99---99------9---9---9-89-6---(fast part)- B---9----9(10)9-979-979-7---------(pause)--- e----97------------------------------------- Verse 1: (E) (C#m) Maana apani jeb se fakeer hain, (A) Phir bhi yaaron dil ke hum ameer hain! (E) (C#m) Maana apani jeb se fakeer hain, (A) Phir bhi yaaron dil ke hum ameer hain! (C#m) Mitey jo pyaar ke liye, woh zindagi, (B) Jale bahaar ke liye, woh zindagi. (A) Kisi ko ho na ho, hamein to aitabaar - (E) Jeena isi ka naam hai! Interlude: repeat Verse 2: (E) (C#m) Rishta dil se dil ke aitabaar ka, (A) Zinda hai humhe se naam pyaar ka. (E) (C#m) Rishta dil se dil ke aitabaar ka, (A) Zinda hai humhe se naam pyaar ka. (C#m) Ke mar ke bhi, kisi ko yaad aayenge; (B) Kisi ke aansuoon mein muskurayenge; (A) Kahega phool har kaali se baar baar - (E) Jeena isi ka naam hai! Chorus 2: (E) (C#m) Kisi ki muskurahathon pe ho nisaar; (B) Kisi ka dard mil saake to le udhaar; (A) Kisi ke waaste ho tere dil mein pyaar - (E) Jeena isi ka naam hai!