Gulabi Aankhen Guitar Chords

[Chorus]

   (Am)      (G)      (F)      (E)
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya
   (Am)      (G)      (F)      (E)
sammbhalo mujhko oh mere yaro sambhalna mushkil hogaya


[Verse]

   (Am)      (F)      (G)     (F)     (E)
dil mein mere khawab tere taseevere jaise ho deewaar pe
   (Am)      (F)      (G)     (F)     (E)
tujh pe fida main kyu hua aata hai gussa mujhe pyaar pe
   (Am)        (G)            (F)      
main luth gaya maan ke dil ka kaha main kahin ka na raha
     (E)
kya kahu main dilruba 


[Chorus]

    (Am)       (G)     (F)      (E)
bura ye jaadu teri aankhon ka ye mera katil hogaya

   (Am)      (G)      (F)      (E)
gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya 
   (Am)      (G)      (F)      (E)
sambhalo mujh ko oh mere yaro sambhlna mushkil hogaya
   (Am)      (G)      (F)      (E)
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya


[Verse]

   (Am)     (F)     (G)    (F)    (E)
maine saada chaha yahi daman bachalu haseeno main 
   (Am)     (F)     (G)    (F)      (E)
teri kasam khabo main bhi baachta phira naazneeno se main

   (Am)      (G)       (F)       (E)
tauba magar mil gayi tujh se nazar mil gaya dard e jigar 
    (E)
sun zara oh bekhabar 


[Chorus]

    (Am)      (G)         (F)     (E)
zara sa has ke jo dekha tu ne main tera bismil hogaya
   (Am)      (G)       (F)      (E)
gulabi aankhen jo teri dekhi shaarabi ye dil hogaya


Leave a Reply