Dil Tadap Tadap Guitar Chords

(A)                                      
{ Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja,
                         (E)
  Tu humse aankh na chura,
                      (A)
  Tujhe kasam hai aa bhi ja. }X2


Verse 1:
  (A)                                 (E7)
{ Tu nahin to yeh bahaar kya bahaar hai?
  (E7)                                (A)
  Gul nahin khile, ke tera intezaar hai. }X2
        (E)
Ke tera intezaar hai,
                 (A)
Ke tera intezaar hai.
(A)                                      
Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja,
         (E)
Tu humse aankh na chura,
                       (A)
Tujhe kasam hai aa bhi ja.


Chorus 2:
  (A)
{ Dil dhadak dhadak ke de raha hai yeh sadaa,
          (E)
  Tumhari ho chuki hoon main,
                    (A)
  Tumhare paas hoon sadaa. }X2


Verse 2:
  (A)                                  (E7)
{ Tum se meri zindagi ka yeh singaar hai,
  (E7)                                      (A)
  Ji rahi hoon main ke mujhko tumse pyaar hai. }X2
          (E)
Ke mujhko tumse pyaar hai,
                      (A)
Ke mujhko tumse pyaar hai.


Chorus 3:
(A)                                      
Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja,
         (E)
Tu humse aankh na chura,
                       (A)
Tujhe kasam hai aa bhi ja.
(A)
Dil dhadak dhadak ke de raha hai yeh sadaa,
        (E)
Tumhari ho chuki hoon main,
                  (A)
Tumhare paas hoon sadaa. 


Verse 3:
  (A)                                (E7)
{ Muskuraate pyaar ka asar hai har kahin,
  (E7)                                        (A)
  Hum kahan hain dil kidhar hai kuch khabar nahin. }X2
           (E)
Kidhar hai kuch khabar nahin,
                       (A)
Kidhar hai kuch khabar nahin.


Chorus 4:
(A)                                      
Dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja,
                         (E)
Tu humse aankh na chura,
                       (A)
Tujhe kasam hai aa bhi ja.
(A)
Dil dhadak dhadak ke de raha hai yeh sadaa,
                   (E)
Tumhari ho chuki hoon main,
                  (A)
Tumhare paas hoon sadaa.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *