πΈ Standard E A D G B e β’ Capo: No Capo
[Verse 1]
AmKhush fehmiyan hain
GKhudsay bani hein
C Kuch kami hai, toh (AmKuch kami hai toh)
G Mein bhi yahan hun
C Voh bhi yahin hai
Am Kya voh nahi hai jo? (GVoh nahi hai jo)
C Kya voh teri meri be-takallufi?
G Ya voh duniya mein sabsay sar-kashi
Am Tu pariyon si kaisi naazneen
G Ki dil ne zehen ki na suni
C Khuda ne ye hawayein tere sang kardΔ«n
G Tu voh jo be-rang ko bhi rang karti
Am Tu voh jo mujhay haasil hi nahi
G Main karun tujhay kaisay ye bayaan?
[Chorus]
C Meri jaan, meri jaan, tu naa ja
G Abhi qarz hai tujh pe voh waada
Am Meri jaan mujhay kya hi pata tha
G Rang badlay ye kaisay aasmaan
C Meri jaan, meri jaan, yun naa ja
G Badlo na tum apna irada
Am Meri jaan mujhay kya hi pata tha
G Rang badle ye kaisay aasmaan
[Verse 2]
C Meri saari umar mein tu hi hai kami
G Baaki sab hai mayassar
Am Tera na aana mujhay maardega
G Tanhaiyon mein dil mera rukta hai aksar
C Bikhra hai dil ka ye daftar
G Koi nahi ghar par
Am Jaunga kidhar tak?
G Aadatein nhi chhoot'tin
C Roz wahin jahan se shuru kiya, sifar se sifar tak
G Duniya mile kaam se bas
Am Duniya mere kaam ki nahi
G Mein suraj se mukhatib hoke shaam se baitha hun
C Ye humara pehla jaam to nahi (GJaam to nahi)
Am Sabar ka imtehaan naa le
G Tu mere sabar ka inaam to nahi
C Tu mujhsay kuch chhupa bhi le
G Tu mujhay kuch bata hi nahi
Am Ab teri marzi, mujhpay kuch tu kar ayaan hi nahi
[Chorus]
C Meri jaan, meri jaan, yun na ja
G Abhi qarz hai tujh pay voh waada
Am Meri jaan mujhay kya hi pata tha
G Rang badlay ye kaisay aasmaan
C Meri jaan, meri jaan, yun naa ja
G Badlo na tum apna irada
Am Meri jaan mujhay kya hi pata tha
G Rang badle ye kaisay aasmaan