[A]Hua chokra jawaan re
[E]Jawaan re, jawaan re, [A]hey!
[A]Hua chokra jawaan re
[E]Jawaan re, jawaan re, [A]hey!
[A]Hey hey, [E]hey hey, [A]hey hey
[A]Hey hey, [E]hey hey, [A]hey hey
[A]Arrey chooza choo-choo karta hai
[E]Galiyon aur chaubaron mein
[A]Phaika phaaki karta phire tu toh apne yaaron mein
[E]Aye phaika phaaki kuch nahin
[A]Sach baat jo baayan ki
[E]Dahaadh hai jawaan ki
[A]Mardangi mastaan ki, hoye!
[D]Ab tu bhi maan le
[A]Nainon ke jaam de
[E]Ho aaja re aaja re
[A]Aaja re aaja re aaja!
[A]Hua chokra jawaan re
[E]Jawaan re, jawaan re
[A]Hua chokra jawaan re
[E]Hua chokra jawaan re
[A]Hoye…
[A]Hoye… [E]hoye… [A]hoye
[A]Hoye… [E]hoye… [A]hoye
[A]Mere munna, baat sun na
[E]Ye jawaani nahin koi khilona
[A]Pehle jao, seekh ke aao
[E]Pyaase naino ki pyaas ko bujhaana
[A]Hoye tabhi toh tabhi toh tabhi toh
[E]Tabhi toh hoga
[A]Mua chokra jawaan re
[E]Mua chokra jawaan re
[A]Mua chokra jawaan re
[A]O Chand baby, oye!
[E]Jo chance degi
[A]Kyun doon?
[E]Pyaas kya hai main bhookh bhi mita doon!
[A]Ho hum hain seekhe
[E]Aur sikhaye
[A]Nain kya hain
[E]Poore tann ko main bhiga doon
[A]Aiye haiye!
[D]Najaa re, [A]aajaa re, [E]aajaa re, [A]aajaa re, aa aa!
[A]Hua chokra jawaan re
[E]Hua chokra jawaan re
[A]Hua chokra jawaan re
[E]Hua chokra jawaan re
[A]Hoye…
[A]Hoye… [E]hoye… [A]hoye
[A]Hoye… [E]hoye… [A]hoye
[A]Chokra jawaan hoon main
[E]Laid hoon jawaani se
[A]Bore ho gayi hoon main
[E]Teri lantarani se
[A]Ha haan!
[A]Ho jo thaam le kalaaiyaan
[E]Ussi ko jawaan maanu main
[A]Ho din dahade tujhko
[E]Tujhi se aa chura loon main
[A]Chal chal bahut dekhe hain
[E]Danke ki chot pe
[A]Re seena thok ke!
[D]Aaja re aaja re
[A]Aaja re aaja re [E]aaja!
[A]Hua chokra jawaan re
[E]Jawaan re, jawaan re
[A]Kya gaata hai, kya gaata hai!
[A]Ho… [E]Ho… [A]Ho… [E]Ho…
[A]Ho… [E]Ho… [A]Ho… [E]Ho…
[A]Ding dang ding dang
[E]Ding dang ding dang
[A]Ding dang ding dang
[E]Ding dang ding dang
[A]Ding dang ding dang
[A]O chooza choo-choo karta hai
[E]Dahaad hai jawaani ki
[A]Arey phenka-phaaki karta hai
[E]Mardangi mastaangi
[A]Karne pe jo aaun, saagar main barsaaun
[E]Baaton ke baadshah, barsa ke toh dikha
[A]Beh jaaye gi deewani, teri mast jawani
[E]Bhadkegi chingari, laptegi chingari
[A]Haaye teri yeh adaa, main ho gaya fidaa!
[A]Jo tu sach mein jawaan
[E]Hona mujhse juda
[A]Main fida fida fida
[E]Na hona mujhse tu judaa
[A]Ho main fida fida fida
[E]Na hona mujhse tu
[A]Tu judaa!
[A]Hua chokra jawaan re
[E]Jawaan re, jawaan re
[A]Hua chokra jawaan re
[E]Hua chokra jawaan re
[A]Hoye…
[A]Hoye… [E]hoye… [A]hoye
[A]Hoye… [E]hoye… [A]hoye
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.