Author: Pulkit

  • Chupke Chupke Raat Din Chords by Ghulam Ali

    [Ebm]Chupke chupke raat din [Db]aansuu bahaana yaad hai
    [Ebm]Hum ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai

    [Ebm]Tujhse milte hi vo kuchh be[Gb]baak ho [Ab]jaana meraa
    [Ebm]Aur tera daa[Db]ton mein vo unga[Ebm]li dabaana yaad hai
    [Ebm]Hum ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai

    [Ebm]Chupke chupke raat din [Db]aansuu bahaana yaad hai
    [Ebm]Hum ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai

    [Ebm]Chori chori ham se tum aa [Db]kar mile the jis jagah
    [Ebm]Muddatein guzariin par ab [Db]tak wo Thikaana yaad hai
    [Ebm]Hum ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai

    [Ebm]Khench lenaa vo meraa [Db]parde kaa konaa daffatan
    [Ebm]Aur dupatte se tera [Db]vo munh chhupaanaa yaad hai
    [Ebm]Hum ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai

    [Ebm]Chupke chupke raat din [Db]aansuu bahaana yaad hai
    [Ebm]Hum ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai

    [Ebm]Do-pahar kii dhuup mein [Db]mere bulaane ke liye
    [Ebm]Vo teraa kothe pe nange [Db]paaon aanaa yaad hai
    [Ebm]Hum ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai

    [Ebm]Chupke chupke raat din [Db]aansuu bahaana yaad hai
    [Ebm]Hum ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai

    [Ebm]Tujhko jab tanhaa kabhii [Db]paanaa to az-raah-e-lihaaz
    [Ebm]Haal-e-dil baaton hii baaton mein [Db]jataanaa yaad hai
    [Ebm]Hum ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai

    [Ebm]Chupke chupke raat din [Db]aansuu bahaana yaad hai
    [Ebm]Hum ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai

Download Android App

Close Welcome Bar