(D) khaamosh hai zamaanaa, (G) (A) (D) chup-chaap hain.... sitaare (D) (G) aaraam se hai duniyaa, (D) bekal hain dil ke maare (D) aise mein koyi aahat, (G) is tarah aa rahi hai (D) jaise ki chal rahaa hai, (G) (D) man mein koyi hamaare yaa dil dhadak rahaa hai, (G) (D) ik aas ke sahaare (D) (A) (D) aayegaa, aayegaa, aayegaa, (A) (D) aayegaa aanewaalaa aayegaa aayegaa (D) (A) (D) aayegaa, aayegaa, aayegaa, (A) (D) aayegaa aanewaalaa aayegaa aayegaa [Verse 1] (D) (G) deepak bagair kaise, (D) parwaane jal rahe hain (D) (G) deepak bagair kaise, (D) parwaane jal rahe hain (A) (G) koyi nahin chalaataa, (D) aur teer chal rahe hain (A) (G) koyi nahin chalaataa, (D) aur teer chal rahe hain (G) tadpegaa koyi kab tak, (D) be-aas be-sahaare (G) tadpegaa koyi kab tak, (D) be-aas be-sahaare (A) (G) lekin ye kah rahe hain, (D) dil ke mere ishaare (D) (A) (D) aayegaa, aayegaa, aayegaa, (A) (D) aayegaa aanewaalaa aayegaa aayegaa [Verse 2] (D) bhatki huyi jawaani, (D) manzil ko dhoondhti hai (D) bhatki huyi jawaani, (D) manzil ko dhoondhti hai (G) maajhi bagair nayyaa, (D) saahil ko dhoondhti hai (G) maajhi bagair nayyaa, (D) saahil ko dhoondhti hai (G) kyaa jaane dil ki kashti, (D) kab tak lage kinaare (G) kyaa jaane dil ki kashti, (D) kab tak lage kinaare (A) (G) lekin ye kah rahe hain, (D) dil ke mere ishaare [Outro] (D) (A) (D) aayegaa, aayegaa, aayegaa, (A) (D) aayegaa aanewaalaa aayegaa aayegaa (D) (A) (D) aayegaa, aayegaa, aayegaa, (A) (D) aayegaa aanewaalaa aayegaa aayegaa aayegaa aayegaa