Meri Maa Chords by Arijit Singh

Written by

in

[D]Jab chot kabhi mere [Bm]lag jaati thi
To [G]aankh teri bhi to [A]bhar aati thi
[D]Maa.. o [Bm]maa..
Jab [G]chot kabhi mere [A]lag jaati thi
To [D]aankh teri bhi to [Bm]bhar aati thi

Ek [G]chhoti si phoonk se [A]teri
Sabhi [D]dard mere hote [Bm]the gum
Aaj [G]bhi koi chot lage [A]to
Yaad [D]aati ho, yaad [Bm]aati ho tum
Aaj [G]bhi meri aankh [A]bhare to
Yaad [D]aati ho, yaad [Bm]aati ho tum

Maa.. [G]meri maa.. meri [A]maa.. [D] [Bm] [G] [A]
O [D]maa.. meri [Bm]maa, meri [G]maa.. [A] maa.. [D]

[D]Teri baaton mein [Bm]apni har ik main
[G]Uljhan ka hall pa [A]leta tha
[D]Tere hathon ki [Bm]roti aksar hi
[G]Bhookh se zyada kha [A]leta tha

[D]Teri baaton mein [Bm]apni har ik main
[G]Uljhan ka hall pa [A]leta tha
[D]Tere hathon ki [Bm]roti aksar hi
[G]Bhookh se zyada kha [A]leta tha

[D]Tera hissa main.
[Bm]Tera qissa main.
Jo [G]sabko sunaati ho [A]tum.
Aaj [D]bhi meri baat [Bm]chale to.
Yaad [G]aati ho, yaad [A]aati ho tum.
Aaj [D]bhi meri aankh [Bm]bhare to.
Yaad [G]aati ho, yaad [A]aati ho tum.

Maa.. [D]meri maa.. [Bm]meri maa…. [G] [A]
Maa.. [D]meri maa, [Bm]meri maa.. [G] maa.. [D]

[D]Kone ko thaame [Bm]tere aanchal ke
[G]Be-fikra main so [A]jaata tha
[D]Mere dil mein kya [Bm]hai
Tere bina [G]maa
Koi [A]samjha hi naa pata tha.

Jo [D]ho sang tu na.
To [Bm]ho jag suna.
Pyaar [G]itna jataati ho [A]tum.
Aaj [D]bhi koi chot [Bm]lage to.
Yaad [G]aati ho, yaad [A]aati ho tum.
Aaj [D]bhi meri aankh [Bm]bhare to.
Yaad [G]aati ho, yaad [A]aati ho tum.

O [D]meri maa.. [Bm]meri maa…. [G] [A]
Meri [D]maa, meri [Bm]maa.. [G] maa.. [D]

Comments

Leave a Reply

Download Android App

X