[Intro]
[Dsus4] [D7sus4]
[Verse 1 – Radha]
[Dsus4]Madhuban mein jo Kanhaiya kisi [D7sus4]Gopi se mile
Kabhi [Dsus4]muskaaye, kabhi chhede, kabhi [D7sus4]baat kare
[Dm]Radha kaise na jale, [Dm]Radha kaise na jale
[Dm]Aag tan mann mein lage
[G]Radha kaise na jale, [Dm]Radha kaise na jale
[Verse 2 – Krishna]
[Dsus4]Madhuban mein bhale Kaanha kisi [D7sus4]Gopi se mile
Mann mein toh Radha ke hi [D7sus4]prem ke hain phool khile
[Dm]Kis liye Radha jale (Hoye), [Dm]Kis liye Radha jale (Hoye)
[Dm]Bina soche samjhe (Hoye)
[G]Kis liye Radha jale, [Dm]Kis liye Radha jale
[Verse 3 – Radha]
[D]Gopiyaan taare hain [G]chaand hai [C]Radha
Phir [D]kyun hai usko [G]viswaas [C]aadha?
Phir [D]kyun hai usko [G]viswaas [C]aadha?
[D]
[C]Kaanhaji ka jo sadaa [D]idhar udhar dhyaan rahe
[C]Radha bechaari ko phir [D]apne pe kya maan rahe
[Verse 4 – Radha & Krishna]
[D]Gopiyaan aani jaani hain [C]Radha toh mann ki rani hai
[D]Gopiyaan aani jaani hain [C]Radha toh mann ki rani hai
[Bridge]
[D7]Saanjh sakha re, [Cadd9]Jamuna kinare
[Dsus4]Radha, Radha hi [D7]Kaanha pukaare
[D]Oye hoye, Oye hoye
[Chorus – Radha]
[Dsus4]Baahon ke haar jo daale koi [D7sus4]Kaanha ke gale
[Dm]Radha kaise na jale, [Dm]Radha kaise na jale
[Dm]Aag tan mann mein lage
[G]Radha kaise na jale, [Dm]Radha kaise na jale
[Verse 5 – Krishna]
[D]Mann mein hai Radhe ko [G]Kaanha jo [C]basaye
Toh [D]Kaanha kaahe ko [G]usse na [C]bataye?
[D]Prem ki apni alag [G]boli, alag [C]bhaasha hai
[D]Baat naino se ho, [G]Kaanha ki yehi [C]asha hai
[Verse 6 – Krishna]
[D]Kaanha ke yeh jo naina hain [G]Chheenein gopiyon ke [C]chaina hain
[D]Kaanha ke yeh jo naina hain [G]Chheenein gopiyon ke [C]chaina hain
[D]Mili nazariya hui [G]baawariya
Gori gori si [C]koi gujariya
[Verse 7 – Krishna]
[D]Kaanha ka pyaar kisi [G]Gopi ke mann mein jo [C]pale
[Dm]Kis liye Radha jale, [Dm]Radha jale, [Dm]Radha jale
[Outro]
[G]Radha kaise na jale
[Dm]Kis liye Radha jale
[G]Radha kaise na jale
[Dm]Kis liye Radha jale, [Dm]Kis liye Radha jale
[G]Radha kaise na jale
[Dm]Kis liye Radha jale, [Dm]Kis liye Radha jale
[G]Radha kaise na jale
[Dm]Radha kaise na jale
[G]Radha kaise na jale
[Dm]Radha kaise na jale
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.