🎸 Standard E A D G B e • Capo: No Capo
Cmaj7Jaana tu aata nahiAm7Sapno se jaata nahiDm7Mil jaaye kya hi baat thiG7Qaamil ho jaata wahin
Cmaj7Jo bhi ho raaz teraAm7Mujhko bataata nahinDm7Mil jaaye kya hi baat thiG7Qaamil ho jaata wahin
Cmaj7Jaana mere sawaalon ka manzar tuAm7Haan main sookha sa, saara samandar tuDm7 Haan, gulaabi si surkhi jo dikhti thiG7 Phir se dikh je to jee bhar ke saans bhar loon
Cmaj7Kaati kitni thi raatein nahi soya mainAm7 Tujhko kitna bulaya phir roya mainDm7 Teri saari woh baatein kyu sone nahi detiG7 Sataye mujhe han phir khoya main
Cmaj7Tu aata nahi, sapno se jaata nahiAm7 Mil jaaye kya hi baat thi, kaamil ho jaata wahinDm7 Jo bhi ho raaz tera, mujhko bataata nahiG7 Mil jaaye kya hi baat thi, kaamil ho jaata wahin
Cmaj7Sambhal ke rakha woh phool mera tuAm7 Meri shayari mein zaroor raha tuDm7 Jo aankhon mein pyari si duniya basayiG7 Woh duniya bhi tha tu, woh lamha bhi tha tu
Cmaj7Lagte hain mujhko yeh kisse sataneAm7 Deta na dil mera tujhko bhulaneDm7 Adhoore se waade, adhoori si raateinG7 Ab hisse mein dakhil mere bas woh yaadein
Cmaj7Rehna tha banke humdum teraAm7 Aise jaana hi tha phir tu kyu thehraDm7 Ab na maane mera dil ke na tere kaabil thiG7 Ik arzoo ki main kehta raha par
Cmaj7Tu aata nahi, sapno se jaata nahiAm7 Mil jaaye kya hi baat thi, kaamil ho jaata wahinDm7 Jo bhi ho raaz tera, mujhko bataata nahiG7 Mil jaaye kya hi baat thi, kaamil ho jaata wahin